Hidayatun Nahw Urdu Sharah pdf Download - Hidayatun Nahw


Hidayatun Nahw Urdu Sharah pdf Download

Hidayatun Nahw Urdu Sharah pdf Download assalmo alekum dosto aaj ki is post mai Hidayatun Nahw urdu sharah download kar sakte hai .to download karne ke liye deye gaye download button par click keye 

        Book name        =         Hidayatun Nahw Urdu Sharah
        
       Class name           =            Sania Class                              

       About musannif   =                                                            

       Publisher name   =               Sunni Library                        



 


To aap Hazrat ne Hidayatun Nahw ko download kar liay hoga .ham aapko  ilm e Nahw   ke bare mai 
 kuch maloomaat de rahe hai .to usko zaroor padhe .

kya hai ilm e nawh   

wo ilm hai jis ke zariye  ism ,fail,aur huroof ke aakhir ke halaat ke moarab aur mavni hono ki haisiyat se jane jaye aru unko ek dusre se milane ka tariqa maloom ho .

Ilm e nawh ka mozu  

Ilm e nawh ka mozu kalam aur kalam hai .

Ilm e nawh ki garzo gaayat 

kalame arab mai waqey hone wali lafzi galti se zahan ki hifazat karna .                        

Ilm e nawh ki ahmiyat 

Madaris mai fanne nahw ke leye Hidayatun Nahw ko  reed (  रीढ़ )  ke haddi samjha jata hai . is kitab ka samajhna kafia aur sharah jaami ko samajhne mai madad karta hai.  iske bgair kafia aur badi kitabe samajhna bahut mushkil hai.  lehaza  is kitab ko achchi tarha padha jaye .aur mai apko ko aakhir mai ek baat batata chalu ki ilm e nahw ke bgair aap arbi na hi bol sakte hai aur na hi likh sakte hai . kyuki hame is kitab mai airaab ke bare mai achchi tarah se bataya jata hai. aur agar is kitab ko download nahi kiya ho to download kar lena,
 
 
 
 
 
 


0/Post a Comment/Comments

Previous Post Next Post